Festivals kya hote hai? Indian festivals me mostly kin festivals ko widely celebrate kiya jata hai?

Indian Festivals, Holi, Diwali, Rakhi, Vijaydashmi, Navratri

Hello friends, hum sabhi log apne-apne religion ke
festivals celebrate karte hai, but kya aapke mind me kabhi ye question aaya ki
festivals kya hote hai ya phir festivals ki definition kya hai? Agar aapke mind
me ye question bhi nahi aaya ho, to phir bhi hum aapko deeply festivals ki definition
se inform karenge.


Festival ka
kya mean hota hai?

Festival Past me kisi particular day par happened kisi
incident ko Future me usi day par us incident ko learn karne ke liye celebrate
kiya jane wala ek event hota hai.

Festivals ko celebrate
karne se sabhi log ek-dusre se connect ho jate hai. Iske besides, sabhi logo ke
among ek-dusre ke liye love aur respect bana rahta hai. Festival ka effect itna
jyada hota hai ki ye logo ke inside se bad feelings ko completely finish kar
deta hai.

Also Read:-  Diwali Festival Kya Hai? Ise Kyu Aur Kaise Celebrate kiya jata hai?

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *